Wednesday, 9 January 2013

Aarzoo Shayari

Aarzoo shayari is a wishing type of poetry form. People use Aarzoo Shayari to wish their loved ones luck. We have quite a large collection of Aarzoo Shayari here on ranjish.com, so dont forget to read them all.

Kuch to de bheek us ko aye zaalim,
Ban ke jo saayel tere ghar aaya..



Ghar se nikal kharrey huye phir puchna hi kya,
Manzil kahan se paas parre gi kahan se door..



Na karo takraar, mujhay tumhara hi khayaal hai,
Phir baat se baat niklay gi, aur tum rooth jaoge..



Jab taqaaza neend ka ho aur tanhaai na ho,
Uff woh kefiyat ke ho bhi aur angrrayi na ho..



Mujhe yeh dar hai teri aarzuu na mitt jaye,
Bohat dinon se tabiyat meri udaas nahin..



Shair logon ke bohat yaad hain auron ke liye,
Tu milay to main tujhe shair sunaaon apne..



Sab Khasaaro’n ko Jama Kar Kay Ye Haasil Niklaa,
Dil-e-Nadaa’n Ki Koi Baat na Maani Jaaye……!!



Wo Ek Mouka To Mujhko Dei Baat Karne Ka Yaaron,
To Unhe Bhi Rula Dunga, Unhi Ke Sitam Suna Suna Kar..



Uski Nighah_e_Naaz Mein Hum Bhi Hain Mautbar!
Aey “DIL” Ye Sab Kaheen Teri Khush Fahmiyaan Na Hon…



Hazaroon Daastanein Hain, Heer, Laila, Sheerin Ki,
Tum Apne Sath Mujh Ko Bhi Ek Esi Daastan Kr Do….!!!



Teri arzoo main humne Baharon ko dekha,
Teri justaju main humne Sitaron ko dekha,
Nahi mila tum se badhkar in nigahon ko koi,
Humne jiske liye hazaron ko dekha..



Main tu bik Jaon teray naam Pe mout ki tarha wasi,
Tou kabi kharidar tu ban ke aa zindagi ke Bazar main!



Raat meri aankh main aik sailaab tha,
Tera chehra dakhina sa bhi tabiyat bhar gai..


Toota ho ek bar magar faisla ye hy
os intiha pay bar digar jana hy muje


Theharny bhi nai deta hy apny dil mai muje
mohabten bhi meri dil badar nai karta..



Toot jain ke pighal jain mery kachy ghardy
tuje ko mai dekhon ke ye aag ka darya dekho
Tu samajhta hy juda khud ko agar mujh sy milna tu phir
sainkrdon sy zarab dy kar gin,ye mery raat din
Tujh ko chony bardho tu apny hath
phatron mai dabey howay dekhon
Tu hay suraj tujhe raat ka kaha maloom
tu kesi rooz utar mery ghar mai shaam ke bad..

nikalna hda sa aadam suntay aaya hain laikin
bohat bay aabrooo ho kar teray koochay sa hm niklay..

tamanaaon main unjhaya gya hn
khilonay day kar bahlaaya gya hn..

phala phool rahay hain ya rab chaman meri umeedon ka
jgr ka hoon day day kar ya bootay main na paalay hain..

aadhi sa bhi ziada shab e gham kaat chuka hn
ab bhi agr aajao to ya raat bareee hai..

aay shama teri umr tabi hai aik raat
hns kar guzaar ya isa ro kar guzaar day..

Arzoo ya hay k izhar-e- muhabbat ker lon
alfaz chunti hoon to lahmhaat badal jatay hain..

Betha ho es umeed par es rigzar par
lay kabhi es taraf tuje khuda kabhi..

Baykariyan nikal gay bachpan ki khwahisheyn
kis aehdy intishar may hum tum bardy howay..



 Intizar os ka may un karti ho
jesy bethi ho dulhan sham ke bad...

Os ki khahish hy ke angan may utary soraj
bhol betha hy ke khud  mom ka ghar rakhta hey..

Astey-n muje pay utarti hy un ankho sy rasheed
may peghamber bhi ny or khuda wo bhi ne..



Esi ujrdi hy meri rooh ki galyan ab ke
Regzarey teri amad ke nishan dhondti hay



Es ke bagher aj bohat ji udas hy
Aarzoo Shayari
Es ke bagher aj bohat ji udas hy
Jalib chalo kahe sy osy dhond lay hum



Aj phr sham judai sa hy manzar samny
Aarzoo Shayari
Aj phr sham judai sa hy manzar samny
Aj phir os sy kaho ay, Masehay kary



Esi ayeny sy mily g meri gawahiyan
Aarzoo Shayari
Esi ayeny sy mily g meri gawahiyan
Tumhe aks mera jis ayeny may na mila


Ashaq bhar ay hy kuin ehsaan en ko dekh ly
Aarzoo Shayari
Ashaq bhar ay hy kuin ehsaan en ko dekh ly
ye zuban ke farz ankho sy ada kuin ho gy



kya likhu dil ki haqeeqat aarzoo behosh hai
Aarzoo Shayari
kya likhu dil ki haqeeqat aarzoo behosh hai….
khat pe aansoo beh rahey hai aur kalam khaamosh hai…



Apni Haseen Ankhon Me Chupa Lo Mjh Ko
Aarzoo Shayari
Apni Haseen Ankhon Me Chupa Lo Mjh Ko
Mohabat Agr Krty Ho To Chura LoMjh Ko
Khony Ka Agr Khaof Hy To
Dil Ki Hr Dharkan Me Basa Lo Mjh Ko
Dhoop Ho Ya Sehra Ho Tere Sath Chalain Gy
Yaqeen Na Aaye To Aazma Lo MjhKo
Tere Dukh Ko Seh Lain Gy Hans Kr
Apny Badan Ki Chadar Bna LO Mjh Ko
Sahil Se Pehle Chor To Na Do Gy
Abhi Aghaaz-e-Safar Me Bta Do Mjh Ko
Zindgi B Tere Nam Kr Dain Gy
Apny Bazoan Mein Chupa Lo Mjh Ko



Hum teri aarzoo main jeete hain
Aarzoo Shayari
Hum teri aarzoo main jeetey hain
Ye nahi hai tu zindagi nahi…:-(



Ye kia aik toor se guzare tamam umer
Aarzoo Shayari
Ye kia aik toor se guzare tamam umer,
Ji chahta hai abb koi tere siwa bhi ho.



Na ji bhar k daikha na kuch baat ki
Aarzoo Shayari
Na ji bhar k daikha na kuch baat ki,
Bari arzu thi mulaqat ki.



Mene chaha tha sameton aik bikhare shakhs ko
Aarzoo Shayari
Mene chaha tha sameton aik bikhare shakhs ko,
Kitne tokron me na jane zaat meri baat gai.



Muje ye dar hai teri arzu na mit jae
Aarzoo Shayari
Muje ye dar hai teri arzu na mit jae,
Bahot dinon se tabyat meri udas nahin.



Garme nahin to zehar hi lao k is tarah
Aarzoo Shayari
Garme nahin to zehar hi lao k is tarah,
Shaid koi nijaat ka rasta dikhai de.



Kuch to mere pandar e muhabbat ka bharam rakh
Aarzoo Shayari
Kuch to mere pandar e muhabbat ka bharam rakh,
To bhi to kabhi muj ko manane k lie aa.



Kash aisa ho k abb k be wafai me karon
Aarzoo Shayari
Kash aisa ho k abb k be wafai me karon,
To phire karya ba karya ko be ko mere lie.



Qafas se le k chaman tak hai aik hi alam,
Wo habas hai k hawa me bhi ghut k mar jaon.



Qadam qadam par humen sanp mil rahe hain tarab
Aarzoo Shayari
Qadam qadam par humen sanp mil rahe hain tarab,
Kahan kahan hai had e asteen khuda jane.



Fiza me rakas hai sohbha e husain parindon ka
Aarzoo Shayari
Fiza me rakas hai sohbha e husain parindon ka,
Muje bhi hasrat e parwaz hai kisi k sath.



Faryad kar rahi hai ye tarsi ho nighah
Aarzoo Shayari
Faryad kar rahi hai ye tarsi ho nighah,
Dikhe hoe kisi ko bahot din guzar gae.



fitarat e arzo k peron me zanjerain na dal
Aarzoo Shayari
fitarat e arzo k peron me zanjerain na dal,
Piar kar khoshbo se pholon ki tamana na kar.



Ghancha hai to chatake wo sitara hai to chamake
Aarzoo Shayari
Ghancha hai to chatake wo sitara hai to chamake,
Be taab hai sene me dharkane k lie dil.



Umer e daraz mang k lae the char din
Aarzoo Shayari
Umer e daraz mang k lae the char din,
Do arzo me kat gae do intazar me.



Ajab tali hai jo ik hath se bajati hai barson se
Aarzoo Shayari
Ajab tali hai jo ik hath se bajati hai barson se,
K me jaon to jaon wo kabhi aa kar nahin milta.



Zolmat e dohar me har simat ojala kar don
Aarzoo Shayari
Zolmat e dohar me har simat ojala kar don,
Kash mil jaen muje kochae janan k diye.



Zulmat ki wadi me ab jo mara mara phirta hon
Aarzoo Shayari
Zulmat ki wadi me ab jo mara mara phirta hon,
Kash na ongali pakri hoti mene apne sae ki.



Taraz e kharam aisi koi sekh le sabah
Aarzoo Shayari
Taraz e kharam aisi koi sekh le sabah,
Shakhon se phol phol se khoshbo juda na ho.



Zarorat parh na jae ehtabar e zaat ki khatar
Aarzoo Shayari
Zarorat parh na jae ehtabar e zaat ki khatar,
Bacha kar pass apne bhi koi mohjaza rakhain.



Saba ne phir dar e zandan pe aa k dastak di
Aarzoo Shayari
Saba ne phir dar e zandan pe aa k dastak di,
Seher qareeb hai dil se kaho na ghabrae.



Shareek e juram na hote to makhbari karte
Aarzoo Shayari
Shareek e juram na hote to makhbari karte,
Humen khabar hai lateron k har thakane ki.



Resham zolfon nelam ankhon wale ache lagte hain
Aarzoo Shayari
Resham zolfon nelam ankhon wale ache lagte hain,
Me shaer hon muj ko ojale chehre ache lagte hain.



Rehte hain kuch malol se chehre paros me,
Itna na taiz kijiye dholak ki thap ko.



Zehan chalni jo kia hai to ye majbori hai
Aarzoo Shayari
Zehan chalni jo kia hai to ye majbori hai,
Jitne kante hain wo talaon me paraon kaise.



Zare hain magar kam nahin pao ge kisi se
Aarzoo Shayari
Zare hain magar kam nahin pao ge kisi se,
Phir janch k daikho humen phir tool k daikho.



Dobane tak me na umeed nahin
Aarzoo Shayari
Dobane tak me na umeed nahin,
Kab najane hawa palat jae.



Dobana chahon ga to khoshki me ho jaon ga ghark
Aarzoo Shayari
Dobana chahon ga to khoshki me ho jaon ga ghark,
Main na pochon ga kabhi darya me pani kion nahin.



Dil hai to dharkane ka bahana koi dhondhe
Aarzoo Shayari
Dil hai to dharkane ka bahana koi dhondhe,
Pathar ki tarah be his o be jan sa kion hai.



Dil jahan le jae dil k hath jana chaheye
Aarzoo Shayari
Dil jahan le jae dil k hath jana chaheye,
Iss se bhar kar aur koi rehnuma hota nahin.



Dastaras me hai tera phol sa chehra lakin
Aarzoo Shayari
Dastaras me hai tera phol sa chehra lakin,
Us ko chone se bikhar jane ka dar lagta hai.



Khawab ankhon me parone ki ijazat hai tuje
Aarzoo Shayari
Khawab ankhon me parone ki ijazat hai tuje,
Shab e hijran me bhi sone ki ijazat hai tuje.



Khod apne hijar ki khawaish mje aziz rahi
Aarzoo Shayari
Khod apne hijar ki khawaish mje aziz rahi,
Ye tere wasal ka qisa to ik bahana hai.



Khared k humen arzan bana dia tum ne
Aarzoo Shayari
Khared k humen arzan bana dia tum ne,
Jo hum bike nahin hote to be baha hote.



Khawahish hai k daikhon tere chehre ko musalsal
Aarzoo Shayari
Khawahish hai k daikhon tere chehre ko musalsal,
Itna muje bhaea hai tera chand sa chehra.



Hairat hai uss ne apni pursatish hi kion na ki
Aarzoo Shayari
Hairat hai uss ne apni pursatish hi kion na ki,
Jab admi ko pehle pehal aina mila.



Hadson ki na ankh khol jae
Aarzoo Shayari
Hadson ki na ankh khol jae,
Hasrat sogawar chop hoo jaa.



Chahon to mere pass hai har baat ka jawab
Aarzoo Shayari
Chahon to mere pass hai har baat ka jawab,
Chahon ga aik rooz abhi chahta nahin.

No comments:

Post a Comment